Shayari Ki Haseen Mehfil
Haseen Shayariyon Ka Haseen Guldasta.
Saturday, 8 December 2012
Humko bhi ek gunah ka hak hai.
Har nazar ko ek nigah ka hak hai,
Har rooh ko ek aah ka hak hai,
Hum bhi dil lekar aaye hai duniya me,
Humko bhi ek gunah ka hak hai.
kuch khone ko bhi pyar kehte h
Dil ki awaz ko izhar kehte h,
jhuki nigah ko ikrar kehte h,
sirf pane ka naam ishq nhi,
kuch khone ko bhi pyar kehte h
Lab kamosh hota hai
Jab tum samne aate ho
Dil dhadkte hai
Jab nigah milate ho
Sans rukti hai
Jab muskurate ho
BOOT HO JO ITNE DARATE HO.
Nazren mila kr nigah juka mt lena
Nazren mila kr nigah juka mt lena
hath bda kr DOSTI ko dga mt dena
Mana ki tumse mil nhi pate hum
is bat ka bhana bnakar hme bhula mt dena
Kadam Kadam Pr Mile Khushi Ki Bhar Apko,
Phol Khile Zindgi Ki Rah Me,
Hasi Chamakti Rahe Apki Nigah Me,
Kadam Kadam Pr Mile Khushi Ki Bhar Apko,
Dil Deta He Yahi Dua Baar Baar Apko!
Sukun milta H jb unse baat hoti H
Sukun milta H jb unse baat hoti H
Hazar Rato me wo ek RAt hoti H
Nigah utha ke jb wo Dekhti H meri taraf
wo 1nigah meri puri kaynat hoti h
Aap Salamat Raho mujhe Or Kya Chahiye.
Honto P Na Kabhi Koi Shkwa Chahiye
Bus Nigah-e-Karam Or Dua Chahiye,
Chand Taro Ki Tmanna Mujhko Nhi
Aap Salamat Raho mujhe Or Kya Chahiye.
Older Posts
Home
Subscribe to:
Comments (Atom)