Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dard Shayari. Show all posts

Saturday, 8 December 2012

kuch khone ko bhi pyar kehte h

Dil ki awaz ko izhar kehte h,
jhuki nigah ko ikrar kehte h,
sirf pane ka naam ishq nhi,
kuch khone ko bhi pyar kehte h

Na Zindgi Mili Na Wafa Mili

Na Zindgi Mili Na Wafa Mili
Kyu Har Khushi Humse Khafa Mili
Jhuthi Muskan K Liye Dard Chhipate Rahe
Dilse chahne Ki Kya Khub Saza Mili.:)

Dard jitna h meri nigaho me

Dard jitna h meri nigaho me
paoge na utna kisi ki raho me
bitana chahte the zindagi jiski bahon me
maut bhi na mil payi unki panaho me

Khushiyon se naraz he meri zindgi

Khushiyon se naraz he meri zindgi
Pyar ki mohtaz he meri
zindgi
Has leta hoon logo ko
dikhane ke liye Varna ek dard ki kitaab he
meri zindgi